Sofi ki tareqat ma faqt masti ahwal
mula ki shariat ma faqt masti guftar
shair ki nwa murda o afsurda o beronaq
afkar ma sar mast na khwabeda na bedaar
wo murd mujhid nazr ata nahi muj ko
ho jis k rag o pay ma faqt masti kardar
(hazrat allama iqbal)
No comments:
Post a Comment